Tere chehre ko dekh woh chand sharma gaya,
Tere Husn ko dekh woh taare toot gaye,
Hum toh tehre insaan, Bin baadal barsaat hum bhig gaye..
Teri halki hasi ko dekh woh phool khil gaye,
Teri nasheeli ankhon ko dekh kitne dil sharaabi ho gaye,
Hum toh tehre bhuke pyaar ke, teri ek jhalak se hum bikhar gaye..
Reshmi si yeh ghani zulfei teri,
Har ada par ghayal ho aaisi surat teri,
Mei tu hun sufi pyaar ka, har waqt chahun bas khushi teri..

Teri taarif sun pariyan jal gayi,
Kya hai woh balaa dekhne dharti par aa gayi,
nirash hokar laut gayi, jab teri masumiyat se wakif ho gayi..
Bas yehi keh kar rukna chahta hun ab,
tu sach mei hai khuda ki ek nayaab murat...........
No comments:
Post a Comment